“Zil Haj” Mubarak! jo Musalman dusre Musalman ko “Zil Haj” ki khabar de, Us k liye ‘Jannat’ ki kushkhabri hai…
Hazrat Hafsa (ra) bayan karti hai ke, Rasool (s.a.w) Zul-Hijja ke 9 din, yaume Ashura
Aur harm ah mai 3 roze rakha karte the. (An-Nisae)
“Jo Shaqs Qurbani ka irada rakhta hai, wo Zul-Hijja ka Chand nazar ane k bad Qurbani karne tak na apne Naqun tarashe aur na Baal kate” (Muslim)
Zul-Hijja ke 10 din takbeer kehna mustahab hai Muhammad bin Ali Nafal (r) (Zul-Hijja k 10 dinon mai)Namazon k bad Takbeer kehte the (Bukhari)
Hzrt Ali (r) se rivayat hai unhone kaha k, “Jisne Qudrat (istatat) k bawjud Hajj nakiya, is keliye barabar hai yahudi hokar mare ya ISAAE” (Sunan)
Zil Haj” ki khabar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment