Sahih Muslim main hadith hai k
--
AAP (S.A.W.W) ne farmaya, banday ki dua sharait e qubooliyat k baad qubool ki jati hai jub tak wo gunah ki ya nata tornay ki dua nahin mangta aur jub tak k jaldi nahi krta,
arz kia gya k ya Rasoolullah(S.A.W) ye jaldi ka kia matlub hai? aap (s.a.w.w) ne farmaya k dua mangnay wala baar baar kahnay lagay k main ne dua mangi, yani aksar main ne dua mangi laikin main ne isay qabool hotay huay nahi daikha, aur phir wo thak k baith jayey aur dua mangni hi chore day.
--
sochain hum kiss trha dua mangtay hain.
fwd to others too
jazak ALLAH
Dua ki qubooliyat
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment