maal o dolat ki hawis !!

[Sahih Muslim : Book 5, Book Name Kitab Al-Zakat, Number 2282
--
hazrat e Anas (R.A) se riwayat hai k AAP (s.a.w.w) ne farmaya:
agar ibne adam k paas maal o dolat ki 2 wadiyaan hon to wo teesri ki talaash main sirgardan rahta hai aur ibn e adam k pait ko sirf (qabar ki) mitti hi bharti hai- siwayey uskay jo Toba karay ALLAH taala se to ALLAH uski Toba qubool farmata hai.
--
think over it k hum kidhar bhaagay ja rahay hain.
Paisay ko apna qibla na banain
fwd it
jazak ALLAH

0 comments:

Post a Comment